Sunday, December 23, 2007

Gr8 Songs

Hindi Song Title: jaane kya chahe man
Hindi Movie/Album Name: pyar ke side effetcs
Singer(s): zubeen

PKSE

jaane kya chahe man bawara (2)
akhiyan merey sawan chala (2)
jaane kya chahe man bawara (2)
akhiyan merey sawan chala (2)

(saghan aanchall saraa borru hovey
sajannu assu vanney kya joru hovey) *2
kya joru hovey, apney jiya pey
man tho mara ye man chala
jaane kya chahe man bawara (2)
akhiyan merey sawan chala (2)


(pavan purva mein yun uduthaa jaavey
badira chanda say man judtha jaavey)(*2)
avaen hawa ka , jhonka phir aisa
tootay patang kee dhorsaaa
jaane kya jaane man bawara (2)
akhiyan merey sawan chala (2)

------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------



Kyon chalti hai pawan, kyon jhoome hai gagan
Kyon machalta hai man...
Na tum jaano na hum
Kyon aati hai bahaar, kyon lutta hai karaar
Kyon hota hai pyaar...
Na tum jaano na hum
Yeh madhoshiyaan, yeh tanhaiyaan
Tasavur main hai kiski parchayiaan
Yeh bheega samaa, umangein jawaan
Mujhe ishq le jaa rahai hai kahaan

Kyon gum hai har disha
Kyon hota hai nashaa
Kyon aata hai mazaa...
Na tum jaano na hum, na tum jaano na hum

Dhadakta bhi hai, tadapta bhi hai
Yeh dil kyon achanak behekta bhi hai
Mehekta bhi hai, chahakta bhi hai
Yeh dil kya vafa ko samajhta bhi hai

Kyon miltey hai nazar
Kyon hota hai asar
Kyon hoti hai saher
Na tum jaano na hum, na tum jaano na hum

Kyon chalti hai pawan, kyon jhoome hai gagan
Kyon machalta hai man...
Na tum jaano na hum
Kyon aati hai bahaar, kyon lutta hai karaar
Kyon hota hai pyaar...
Na tum jaano na hum

------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

No comments:

DesignWar art, design, photography, architecture, streetart, fashion, advertisement, cinema tv